Wednesday, November 23, 2011

Javed Nama

In Iqbal's Poetry "Javed", Dr. Muhammad Javed Iqbal S/o Muhammad Allama Iqbal, is the representative of Youth. Iqbal, at hundreds of places, has advised his son on various modes of life. Iqbal's true idea of youth can only be understood with the poetry that was actually targeted to his son. There are number of poems that are named to Muhammad Javed Iqbal Like "Javed Se" or "Javed Nama" and there are many more.

Some of Iqbal verses and poems directed to "Javed":
When he (Muhammad javed Iqbal) was abroad:


Dyare Ishq Mein Apna Muqam Paida Kar
Nya Zamana Nyae Subho Sham Paida Kar

Khuda Agar Dil-e Fitrat Shanas De Tujh Ko
Sakoot-e Lala-o-Gul Se Kalam Paida Kar

Utha Na Sheesha Graan-e Farang Ke Ehsaan
Seefaal-e Hind Se meena-o-Jam Paida Kar

Main Shaakhe Taak Hoon Meri Ghazal Hai Mera Samar
Mere Samar Se Maye-LalaFaam Paida Kar

Mera Tareek Ameeri Nahi Faqeeree Hai
Khuddi Na Baech Ghareebi Mein Naam Paida Kar

No comments:

Post a Comment